Eyy Bidda Ye Mera Adda Lyrics – Pushpa: The Rise – Allu Arjun, Rashmika Mandanna

The Song Eyy Bidda Ye Mera Adda Lyrics from Pushpa: The Rise Movie, is a Rocking Song, in 2021. Sung by the singer Nakash Aziz and music directed by Devi Sri Prasad. The lyricist of this song is Raqueeb Alam. Featuring Cast is Allu Arjun, Rashmika Mandanna, Fahadh Faasil, Dhanunjay, Rao Ramesh, Suneel

Eyy Bidda Ye Mera Adda Songs Details

Eyy Bidda Ye Mera Adda Lyrics
Song:Eyy Bidda Ye Mera Adda
Featuring Cast:Allu Arjun, Rashmika Mandanna
Movie:Pushpa: The Rise
Singer:Nakash Aziz
Lyrics:Raqueeb Alam
Music Director :Devi Sri Prasad
Label:T-Series
Release Date:17 December 2021

Eyy Bidda Ye Mera Adda Lyrics

Yeh mera shehar yeh meri dagar
Sar pe yeh aakash mera hai ghar

Haan main hi galat haan main hi sahi
Main hi faisla hoon main hi khata bahi

Aisa hai kaun yahan mujhse jo jeet sake
Hai koyi jo toh woh main hoon
Mujhse bada koyi hai is jahan mein agar
Woh koyi bhi kal ka main hoon

Hey muchhon pe dhar rahe
Hath mein kullhad rahe
Yudh ki pukaar rahe
Karta na samjhauta

Eyy bidda ye mera adda
Ae bidda yeh mera adda
Eyy bidda ye mera adda
Are eyy bidda yeh mera adda

Main nadi mein tujhe phenkunga
Main machhli pe lautunga
Barchha phenk maarunga
Main jhande sa lehrunga

Tujhe mitti mein bacchu mila doon agar
Main keemti khanij banke
Mitti se mil jaunga

Eyy bidda ye mera adda
Ae bidda yeh mera adda
Eyy bidda ye mera adda
Are eyy bidda yeh mera adda

Hey kaun hai tu, kaun hai tu
Ek faulad sa main hoon
Tapp ke talwar ban jaun

Kaun hai tu, kaun hai tu
Mitti mitti bhi main hoon
Mujhe raunda toh eent ban jaun

Hey kaun hai tu, kaun hai tu
Ek chattan sa main hoon
Mujhe toda toh toote hue
Pathar se bhagwan ban jaun

Eyy bidda ye mera adda
Ae bidda yeh mera adda
Eyy bidda ye mera adda

Le le thaggedele
Arey ae bidda yeh mera adda
Le le thaggedele

Eyy Bidda Ye Mera Adda Video

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *